Hamare Courses
Shees Academy ke mukhtalif online courses — tafseel, muddat aur mukammal fees dekhne ke liye course chunein
📖 Quran Courses Nazirah Quran • Amma Para • Noorani Qaida
📚 Aalima Courses Aalima 1st Year se Fazilah tak
🕌 Hifz-ul-Quran Quran-e-Kareem hifz karne ka course
🌙 Offer Courses 1 Month • 3 Months • 6 Months
Quran Courses Tajweed, Makharij, Qawaid, Namaz, Masnoon Duain aur zaroori buniyadi Islami taleem ke saath
Nazirah Quran Quran Sharif ki durust tilawat, Tajweed, Makharij aur Qawaid; Namaz aur masnoon duain ki taleem.
Muddat: 10 Months Mukammal Course Fee: ₹5,000 (ek musht) Admission Now
Amma Para Amma Para ki tilawat aur yaad karne mein rehnumai, Tajweed, Makharij, Namaz aur duain.
Muddat: Complete Course Mukammal Course Fee: ₹5,000 (ek musht) Admission Now
Noorani Qaida Huroof ki pehchan, sahi Makharij, buniyadi Tajweed aur Quran Sharif parhne ki mazboot buniyad.
Muddat: Complete Course Mukammal Course Fee: ₹4,500 (ek musht) Admission Now
Close Course Details
Aalima Courses Har saal ki muddat 1 year — yeh ibtidai andazati fees hain; final fees baad mein update ki ja sakti hain.
Aalima 1st Year Deeni taleem ka pehla saal, buniyadi dars aur rehnumai.
Muddat: 1 Year Mukammal Course Fee: ₹4,000 (ek musht) Admission Now
Aalima 2nd Year Aalima syllabus ka doosra saal aur mutaliqa deeni uloom.
Muddat: 1 Year Mukammal Course Fee: ₹5,000 (ek musht) Admission Now
Aalima 3rd Year Aalima syllabus ka teesra saal aur deeni mutalae ki mazeed tarbiyat.
Muddat: 1 Year Mukammal Course Fee: ₹5,500 (ek musht) Admission Now
Aalima Fazilah Fazilah marhale ki taleem aur mutalae ke liye rehnumai.
Muddat: 1 Year Mukammal Course Fee: ₹6,000 (ek musht) Admission Now
Close Course Details
Hifz-ul-Quran Course Quran-e-Kareem hifz karne ke liye baqaida online sabaq, sabaqi, manzil aur ustad ki rehnumai.
Complete Hifz Course Hifz ke saath durust Tajweed, Makharij, rozana sabaq aur dohrayi ki nigrani.
Muddat: 1 Year (andazati) Mukammal Course Fee: ₹6,000 (ek musht) Admission Now Close Course Details
Offer Courses Har offer course ki fees poori muddat ke liye ek musht hogi. Offer fees abhi andazati/baad mein tay ki jayegi.
Ramadan Special Offer Ramzan-ul-Mubarak mein Quran, tajweed, masnoon duain aur zaroori deeni taleem ka mukhtasar course.
Muddat: 1 Month Mukammal Course Fee: Fees to be announced Admission Now
3 Months Offer Course Muntakhab Quran reading, tajweed, duain aur buniyadi Islami taleem ka short course.
Muddat: 3 Months Mukammal Course Fee: Fees to be announced Admission Now
6 Months Offer Course Quran reading aur zaroori Islami taleem ka chhe mah ka munazzam course.
Muddat: 6 Months Mukammal Course Fee: Fees to be announced Admission Now
Close Course Details
Founder & Director
Mufti Imtiyaz Palamvi
Fazil: Jamia Mazahir Uloom Saharanpur
Imam & Khateeb: Masjid-e-Umar, Madarsa Chowk,
Balsokra, Pandri, Chanho, Ranchi (Jharkhand), India
Shees Academy ka Maqsad Bachon, Bachiyon aur Khawateen ko
Ghar Baithe Quran Sharif aur Bunyadi Islami Taleem se Jorna hai.
Quran Sharif ki Sahi Tilawat, Tajweed, Makharij, Duain,
Adaab aur Zaroori Islami Taleem par Khaas Tawajjoh ke Sath
Online Taleem ka Intezaam kiya gaya hai.
Hamari Koshish: Har Ghar Tak Quran aur Bunyadi Islami Taleem